|
Aakaash ke taare, parvat, samudra sabase mahaan hai.
|
|
1
|
Agamya aanandase hiraday bharapoor hai,
|
|
Prabhukaa kaarya kaisaa mahaan hai,
|
|
Har ek nihaan aur har ek saanj,
|
|
Stuti ke yogya ho. (2)
|
|
2
|
Sankatake samaymein jeevan niras hotaa,
|
|
Ishwar pokaarataa hu, dayaa mujh par darshaao;
|
|
Binati se pahale vaha mujhase kahetaa,
|
|
Main tere saath hoon. (2)
|
|
2
|
Andheri ghaatise, hokar mujhe jaanaa,
|
|
Mrutyu aur jokhimase afar mujhe karanaar,
|
|
Charavaahaa banakar aguvaai kartaa,
|
|
Sadaa vaha saath rahtaa. (2)
|
|
4
|
Ghati aur kamikaa mujhe nahi dar hai,
|
|
Har charieyomein, mujhe bithaataa hai,
|
|
Bhojan aur jalase, trupt bhi kartaa,
|
|
Waha mere saath hai. (2)
|
|
5
|
Ishwarke bhavanamein stuti sadaa karungaa,
|
|
Sampurna hiradayase usako sadaa bhajungaa,
|
|
Stuti prashaansaa ke yogya Ishwar,
|
|
Haaleluyaa Aamen. (2)
|