|
Jaago sonewaalo wakt jaane lagaa,
|
|
Aaj tumko jagaane koi aayaa ho,
|
|
Zindagi mein kisiki suni na suni,
|
|
Tumhe vachan sunaane koi aayaa hai.
|
|
1
|
Jab dinakaa ujaalaa badhane lagaa,
|
|
Galfalatame pade kyo sone lage, (2)
|
|
Hardam tumhe koi jagaane aaye,
|
|
Kabhi jaag uthe, fir sone lage,
|
|
Ausoko natijaa kuch na mile,
|
|
Tumhe yaad dilaane koi aayaa hai.
|
|
|
|
Jaago sonewaalo wakt jaane lagaa,
|
|
Aaj tumko jagaane koi aayaa ho,
|
|
Zindagi mein kisiki suni na suni,
|
|
Tumhe vachan sunaane koi aayaa hai.
|
|
2
|
Duniyaame tumne paap kiye,
|
|
Apne liye maut kamaai ho, (2)
|
|
Aur manki shaanti paane mein,
|
|
Yo saari umra gavaai ho,
|
|
Marane se pahale jaraa sun lo,
|
|
Tumhe maut se bachaane koi aayaa ho.
|
|
|
|
Jaago sonewaalo wakt jaane lagaa,
|
|
Aaj tumko jagaane koi aayaa ho,
|
|
Zindagi mein kisiki suni na suni,
|
|
Tumhe vachan sunaane koi aayaa hai.
|
|
3
|
Aa jaao Yishu ke kadamome,
|
|
Chodo yah, duniyaaki baate, (2)
|
|
Jo naa maane, mit jaate ho,
|
|
Jo bach jaate, jeevan paate,
|
|
Ausaa na samay fir aaye kabhi,
|
|
Tumhe jeevan dilaane koi aayaa hai.
|