1
|
Ishwar mahaan, teri srushti nihaarte,
|
|
Aatatake saath, dekhata teri prabhu;
|
|
Suraj aur chaand, aakaashske saare taare,
|
|
Dikhaate hai, teri adruvat kala........ tab.
|
|
Tek:
|
Tab tera yash aatma meri,
|
|
Tu aadarmaan, tu aadarmaan.
|
|
2
|
Jab sundar ban, sarovar parvat dekh kar,
|
|
Aur pakshioka sunate mrudul stot;
|
|
Jab girioke himachchhaadit shikhar,
|
|
Main daikhata hu aur jalke nirmal sot.... tab.
|
|
3
|
Jab smaran hai, ki ishwar krupa saagar,
|
|
Krus par diya, aapana hi priya sut;
|
|
Ki prem asimase, mera boj utha kar,
|
|
Mochan kiya, ki banu shuddh aur poot..... tab.
|
|
4
|
Aata masih, saath jaykaar harshake naad,
|
|
Mujhe deta, jeevan amrutaka daan;
|
|
Tab mahima aur, yash karte sah aaloohaad,
|
|
Saraahanga. Ishwar tu aadarmaan....... tab.
|